‘”Funny bewafai”

‘”Funny bewafai”
Aaj apni Mohabat ko naya morr diya usne,
Chat se Dhaka de k hath chorr diya usne! :O
Pehle hansta tha main ab bus muskurata hon,
Mar k Mukka agay ka daant tor diya usne! :x
Usne ishara kiya k Kuch kehna he tumse,
Kaan paas kiya to marorr diya usne!
Sardiyan aaeen to laya maalty us bewafa k liye,
Malta kha k chilka ankhon main nichorr diya usne!
Bewafai ki had hi kar di aaj us zalim ne
Milne ghar gaye to kutta chorr diya usne.:-*’

No comments:

Post a Comment