Wo pyar ka sabot dikhaya karta tha.

Wo pyar ka sabot dikhaya karta tha.
Ansu baha kr humein manaya karta tha.
Ye zindagi sirf tum se wabasta hai.
Aksar ye bat humein bataya karta tha.
Uski baton mein kuch aisa asar tha,
main barish k bina hi bheeg jaya karta tha.
Sone ki fursat kise thi.
wo hame sari rat jagaya karta tha,
Becheni jab had se bhar jati thi.
wo jee bhar k gale lagaya karta tha.
Wo itni muhabat karne wala badal gaya.
Jo her bat par meri qasam khaya krta tha…!

No comments:

Post a Comment