Sard Mausam ka Maazaaj Kitna Alag Sa Hai,

Sard Mausam ka Maazaaj Kitna Alag Sa Hai,
Tanha Raat Main Intazaar Kitna Alag Sa Hai,
Dhund Bani Naqab Aur Chupa Lia Sitaron Ko
Unki Tanhaai Ka Ab Ehsas Kitna Alag Sa Hai

No comments:

Post a Comment