Bohat khud par jabar kar ke

Bohat khud par jabar kar ke
Mohabbat ka safar kar ke
Mita kar har khushi apni
Usay paanay ki chahat mein
Mohabbat ki musaafat mein
Bas itna jaan paya hun
Mohabbat maar deti hai

No comments:

Post a Comment