Khabar nahi thi Jo khwab main hai
Wo khawab mein bhi na mil saky ga
Khabar nahi thi kisi bhi rutt mein bhi
Ye phool dil ka na khil saky ga
Wo unkahi thi k na rasai
Jo qurbaton ka na aya mosam
Wo unkahi thi k na rasai
Jo qurbaton ka na aya mosam
Ye mein ne socha kabhi nahi tha
K sochne ki saza mily gi
Muhabbaton ki prayi, baarishon mein
Bheegne ki saza mily gi
Badal gya hai qareeb aa k
Khwahishon mein nahaya mausam
Wo ankahi thi, k na rasaai
Jo qurbaton ka na aya mausam
Wo khawab mein bhi na mil saky ga
Khabar nahi thi kisi bhi rutt mein bhi
Ye phool dil ka na khil saky ga
Wo unkahi thi k na rasai
Jo qurbaton ka na aya mosam
Wo unkahi thi k na rasai
Jo qurbaton ka na aya mosam
Ye mein ne socha kabhi nahi tha
K sochne ki saza mily gi
Muhabbaton ki prayi, baarishon mein
Bheegne ki saza mily gi
Badal gya hai qareeb aa k
Khwahishon mein nahaya mausam
Wo ankahi thi, k na rasaai
Jo qurbaton ka na aya mausam
No comments:
Post a Comment