Phir kahin door se ik baar sada do mujko,

Phir kahin door se ik baar sada do mujko,
Meri tanhai ka ehsaas dila do mujko,
Tum to chand ho tumhe meri zaroorat kiya hai,
Main diya hoon kisi chaukhat pe jala do mujko.

No comments:

Post a Comment